Karhi Pakora.
You can cook Karhi Pakora using 28 ingredients and 6 steps. Here is how you cook it.
Ingredients of Karhi Pakora
- It's of For Karhi:.
- It's 1 of pao besan.
- You need of Dairh pao dahi.
- Prepare Half of cup ghee.
- It's 2 of medium onion.
- Prepare 1 tbsp of Garlic paste.
- Prepare 2 of medium tomato.
- It's 1 of and half tbsp salt.
- It's 1 tbsp of chilli flakes.
- You need Half of tsp red chilli powder.
- Prepare Half of tsp turmeric powder.
- It's 1 of and half tb crushed dried dhaniya.
- It's 1 tsp of pisa gram masala.
- Prepare of For pkory:.
- You need of Remaining Ghee.
- Prepare 1 of pao remaining besan.
- Prepare 3 of sliced piyaz.
- You need 4 of green chilli.
- It's 2 tbsp of dried methi.
- You need 1 tbsp of salt.
- Prepare 1 tbsp of red chilli powder.
- It's Half of tsp zeera.
- Prepare 2 pinch of meetha soda.
- You need of For Tarka:.
- Prepare of Ghee.
- Prepare 1 tbsp of zeera.
- You need 5-6 of curry leaves if available.
- Prepare 6-7 of sabat gol mirch.
Karhi Pakora step by step
- Sb se pehly besan ko 2 portion mn equally divide kar lein. Aik bowl mn dahi ko beat karein ta ke lums na rahen or besan ko chhan ke dahi mn add karein achy se paste bnaen or 5glass pani dal dein. Piyaz slice cut karein. Tomato chopped karein. Garlic paste bnaen.
- Aik gehrey bartn ya pressure cooker mn half cup ghee add karein or piyaz dal ke clr change hony tak pkaen. Is mn ab G paste or tomatoes add karein. Or 4 minut ke liey pkaen. Sath e dried ingriends add karein pani ka chheenta lgaen or 5 mint tak masala bhoon lein.
- Ab flame bilkul low kar dein.or aik hath mn stainer pkr ke dusry hath mn mixture wala bowl pkren or sara mixture masaly mn stain kar dein. Achy se hilaaen or cooker ko whistle bjny ke baad 15 minut ke liey pressure dein. Otherwise dairh ghanty ke liey pkny dein..
- Is doran ap Pakora mixture boht thora pani almost 4 tbsp pani dal ke ready kar lein. Karahi mn sara ghee dal ke gram karein or choty size ke pkory bana ke aik platter mn rkhti rahen..
- Jab whistle of hojaey steam nikl jaey to cooker ko kholen.consistency chk karein.thick lgy to thora water add karein. Dam wali flame on kar dein.Pkory add karein or 5 minut ke liey dhakn se cover kar dein. Is time mn tarka ready kar lein..
- Pkoron se jo karahi mn ghee bucha hua hoga usi mn tarky ke ajza shamil kar dein or 2 minut baad jab sbka clr change hojaey to isy karhi py undail dein. 1 tsp pisa gram masala add kar dein. Mazedaar karhi ready hy. Grama gram tanduri roti ke sath enjoy karein. Jazak-Allah😊.