Karhi Pakora.
You can have Karhi Pakora using 29 ingredients and 9 steps. Here is how you achieve it.
Ingredients of Karhi Pakora
- You need Half of kg dahi.
- You need 2 cup of besan.
- You need 1 cup of oil.
- Prepare 2 of onion slice cut.
- It's 2 tbsp of ginger garlic paste.
- You need 3 of tomatoes.
- Prepare of Dried Ingredients.
- Prepare 2 tbsp of Salt.
- You need 1 of and half Tbsp laal mirch powder.
- It's 2 tbsp of crushed coriander.
- Prepare Half of tsp Haldi.
- You need Half of tsp pisa gram masalA.
- It's of For Pkoras:.
- Prepare 1 of and half cup besan.
- It's 1 of pao ghee/oil.
- It's 2 of medium size Aloo cut in small chunks.
- Prepare 3 of onions omlate cutt.
- You need 3 of crushed green chili.
- Prepare 2 tbsp of qasoori methi.
- It's 1 tbsp of salt.
- You need 1 tbsp of chili flake.
- Prepare 2 pinch of meetha Soda.
- You need of For Tarka:.
- You need Half of cup oil.
- It's 10 of sabat laal mirch gol.
- You need 1 tbsp of zeera.
- Prepare Half of tbsp rai.
- It's 6-7 of Kurri patta(if you hve available. I have not available).
- It's of Green dhaniya for garnishing.
Karhi Pakora instructions
- Sb se pehly piyaz and tomatoes cut karein or ginger garlic paste bana lein. Aik bary bowl mn dahi ko whisk karein or is chhan ke besan dalen or achi trah mix kar ke bowl ko pani se full kar lein.
- Pressure cooker lein. Flame on karein. oil dalen jab gram hojaey tb piyaz dalen. Or soute karein. Jab golden hony lagen to is mn ginger garlic paste or tomato add karein. Pani ka chheenta lgaen or 2-3 minut tak liey pkny dein taa ke tomato soft ho jaen.
- Dried masaly Add karein or achi trah 3 minut ke liey bhunen.
- Ab flame low kar dein. Aik hath mn chaani pkren. Dusry hth se besan or dahi wala mixture chaan ke sara daal dein. Is ke ilawa half bowl pani ka mazeed b dalen.
- Achi trah mix karein. Consistency bilkul pani jesi patli ho. Pressure lgaaen. Or whistle chlny ke baad 20 minut ke liey pkaaen.
- Is doran pkoron ka batter ready karein. Karahi mn oil dalen. Jab gram hony lgy to hath se ya choty spoon ki madad se choty size ke pkory bnanen. Or aik dish mn jma kar lein.
- Timing puri hony ke baad cooker opn karein. Mazedaar karhi pkk chuki hogi. Is mn pkory add karein or dhak dein dhakn se. Is py sbz dhaniya dL dein or pisa gram masala b. Tb tak tarka ready karein..
- Frying pan mn oil gram karein. Jab heat up hojaey to phly rai or sabt mirch dalen. Phir is mn zeera or karri patta dal ke kuch seconds ke andr ee karhi py undail dein..
- Mazedaarr karhi Pakora ready hy. Ap chahen to zeera rice ke sath b kha skty hn wrna roti ke sath serve karein. Jazak-Allah😊.