Custard Vermicelli.
You can have Custard Vermicelli using 7 ingredients and 5 steps. Here is how you cook that.
Ingredients of Custard Vermicelli
- It's 1 kg of boiled milk.
- Prepare 1 cup of sugar /add to taste.
- Prepare 3 of choti Elaichi.
- It's 1 cup of sawiyan simple/coloured.
- You need 3 tbsp of custard any flavor.
- It's 2 tbsp of Chopped Almonds.
- It's 2 tbsp of Dessicated coconut.
Custard Vermicelli step by step
- Milk ko boil karein or sath e is mn Elaichi bhi khol kar dal dein.doodh boil hony ke baad is mn sawiyan dal dein or 2 minut baad sugar add kar dein..
- Jab sawiyan gal jaen to is mn custard ko pani ya 4tbsp milk ke sath mix kar ke add kar dein or sath sath chamch hilati rahen. At this point flame should b low..
- 5 minut ke liey hlki aanch py pkny dein. Or flame off kar ke isy room temperature py normal hony ke liey rakh dein..
- Jab thora normal hojaey to isy bowl mn nikal ke desiccated coconut or chopped almonds se garnish karein or fridge mn rakh ke thanda kar lein..
- Agr ap sehri mn e bana rai hn to sb se pehly yh bnaen or phir kisi khuly brtn mn(like jis mn aata gondhty hn) chilled pani dal ke yh wala pan us chilled pani mn rakh dein. Ta ke jab khaen to yh thanda hojaey. Jazak-Allah..